1) ❤️Nazar Se Nazar❤️
नज़र से नज़र की मुलाक़ात देखी है,
आपकी नज़र में एक खास बात देखी है ||
खुदा जाने क्या है आपकी निगाह में,
वरना अपनी तस्वीर, आपकी नज़रों में साफ देखी है ||
Joh Zindagi Mein Kabhi Bhi Mera Ho Na Paaya,
Ab Us Ka Khwab Mein Aana Ajeeb Lagta Hai.
Bade Khuloos Se Dawat Toh Us Ne Bheji Hai,
Par Us Ki Mehfil Mein Jana Ajeeb Lagta Hai.
Tha Jis Ka Haath Hamesha Hamare Hathon Mein,
Ab Us Se Haath Milana Ajeeb Lagta Hai..

إرسال تعليق